Contact us

Image
  Contact Us ! Welcome to Visitor Sathi ! Please email us if you have any queries about the site, advertising, or anything else. Email-  visitorsathi@gmail.com Call or Whatsap -  +91 9984133568 We will revert you as soon as possible...! Thank you for contacting us! Have a great day This page is generated with the help of Contact Us Page Generator

Allahabad


PRAYAGRAJ KI 10 AISI JAGAH JANHA APKO JARUR JANA CHAHIYE

NO.1    SANGAM

Sangam teen nadiyno ka milan hota hi aisa mana jata hii ki ynha nahane se app ke paap dhul jate hii
sangam me har saal january mahine se le kar march tk kumbhmele  ka vishal roop  dekhne ko milega  ynha 
log dur-dur  desho se ate hii iss baar 2025 mein mahakumbh mele ka bhavya rooop dekhne ko milega  

NO.2   AKBAR FORT PRYAGRAJ

Prayagraj ka killa year 1583 me sangam nadi ke pass banaya gaya tha, Akbar ne iss kile ko uttar pradesh aur bihar ko afgan  vidroh ko khatam karne ke liye banya gaya tha iss kile me char burj bhi banaye gye the iss kile ka naam ilahabas rakha gaya tha jiska arth hii bhagwan dwara diya asirwad hiii 
british ne iss kile pe 1797 mein kabja kiya tha fir british sanik ki chawani ban gya.

NO.3  ALLAHABAD MUSEUM 

Allahabad museum Uttar Pradesh ke Prayagraj ke ek National level ka museum hai, yah 1931 me sthapit kiya gaya tha. yah apni anuthi kalaon ke liye jana jata hai

Isaki Rock art gallery me Bharat 14000 BC 2000 BC tak pradarshit pre-historic chhitro ka sabase bada collection hai.yah museum bijali utpadan me atmanirbhar banane wala desh ka pahla museum bana hai.
Yah sehar ke civil line ke chandra shekhar ke hare-bhare park me sthit hai. Allahabad juction se lagbhag 3 kilometer dur hai, Prayag, Sangam Rambhag jaise 3 station se same duri par hai aur Prayagraj hawai adde se lagbhag 12 km dur.

Museum mul roop se 1863 me governer general sir williom muir dwara allahabad me ek museum me sthapit kiya gya tha jise 1881 me kisi karan se band kar diya gaya tha. isako fir se kholane ke liye tatkalin rastapati Pt Jawahar lal neharu, Madan mohan malviya, Newspaper the poineer ke netritwa me 1931 me munciple board me khola gaya. Jagah na hone ke karan chandra shekhar azad park me khol diya gaya tha. 

14 Dec 1947 Bhawan ki adharsila ko jawahar lal neharu dwara rakhi gayee thi 1954 janta ke liye khol diya gaya tha 1985 me ise national mahatwa ka sansthan ghosit kiya gaya tha.

Gandhi galleray me Gandhi ke bachpan se lekar mrityu tak durlabh tasbir pradarshit hain, Chandrasekhar ki pistol bhi rakhi gayee aur jo khud ko angrejo se ladte samay goli mari thi wo bhi pistol rakhi gayee thi, museum me Russi Artist Nikolas roarich dwara chitrit 19 vishist canvas hain puri duniya me 10 roarich hall hain. jiname ek Allahabad museum shamil hai, museum me 25000 books hain.



NO.3 NEW YAMUNA BRIDGE PRAYAGRAJ

New Yamuna Brdge ek cable adhaarit pull haijo Prayagraj me sthit hai Old Yamuna Bridge ki traffic ko kam karne ke liye year 2004 me banaya gaya tha. Yah Bridge NOrth me Yamuna nadi par bana hua hai, jo Prayagraj ko naini se jodta hai Nirman me Denis consulting Company COWI A/ S dwara cunsulting diya gaya tha. Main work hyundai cunstruction dwara kiya gaya tha, 2004 me safalatapurwak kiya gaya tha.

Yah char lane wala Bridge Cycle ko alag se jane ki road hai,

Is Bridge ka name Shyama Prasad Mukharjee setu hai, Isaki lambai 1510 meter aur Chaudai 250 feet Gahrai 260 meter.

Is Pull me Hindustan Cunstruction Company and Hyduai Engeenering & Cunstruction ne kam kiya tha.

Yah Bridge Year 2000 me banana start hua tha, aur isaka kam 2004 ke end me complete hua.

Thanks
Visitorsathi
Designer (Anoop Kumar)
Writer (Omkar hero)
Co-Ordinator (Aman kumar)

Comments

Popular posts from this blog

Contact us

Privacy Policy